
Ask Mufti Tariq Masood | 333rd Session - Masail Ka Hal
Failed to add items
Add to basket failed.
Add to Wish List failed.
Remove from Wish List failed.
Follow podcast failed
Unfollow podcast failed
-
Narrated by:
-
By:
About this listen
In this episode, Mufti Tariq Masood discusses practical and controversial topics like paishab etiquette, forex, background music, Nikaah with non-Muslims, and Islamic rulings around Kufria statements, missed prayers, and family rights.
(0:00) Intro
(0:04) Majboori mein kharay hokar paishab karna — Jaiz hai?
(0:59) Kya Musalmaan hamesha Jahannum mein rahay ga?
(10:36) Ghair-Muslim par dam aur jharr phoonk karna — Sharai ruling
(11:12) Aik hi aadmi ka takbeer kehna aur imamat karwana — Valid hai?
(12:06) Fazail waali ahadees se gunah maaf ho jate hain?
(14:17) Sood ke paison se rasta banwana — Halal ya haram?
(14:48) Videos ke background mein music — Sharai hukum
(15:58) Ghair-mulki product ka boycott — Islamic view
(18:46) Sunnatein taakhir se parhna — Makrooh?
(19:41) Ghair-sha’oori taur par kufria kalma kehna — Kya imaan chala gaya?
(22:26) Film industry ke assistant director se nikah — Jaiz hai?
(25:14) Ghair-Muslim ko Musalmaan karke nikah — Valid process?
(25:35) Darhi par colour lagana — Allowed in Islam?
(26:00) Farz namaz ke baad 4th Kalma parhna — Masnoon hai?
(26:54) Paishab ke baad maniy ke qatre — Wuzu ya ghusl?
(27:41) Apne paisay wasool karne ke liye Forex mein invest karna — Jaiz hai?
(29:58) Paid courses ko muft mein download karna — Gunaah hai?
(32:11) Baap ko gali dena — Kabira gunah
(32:54) Tilawat ke dauran Huzur ﷺ ka naam aaye to — Kya karein?
(33:25) Hajamat ka pesha (barber work) — Jaiz hai?
(34:05) Nind ki zyadaat — Kya yeh gunaah hai?
(34:53) Biwi ki kamai par shohar ka ikhtiyar — Sharai huqooq
(38:06) Qaza namazon aur rozon ka kaffara — Kaise ada karein?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.